Friday, June 28, 2013

Adha hai chandrama raat aadhi

Uploaded on Nov 17, 2009
Song-Aadha hai chandrma raat aadhi
Movie - Navrang (1958)
Singer- Asha Bhonsle,Mahendra Kapoor
Lyricist - Bharat Vyas,
Music Director - C Ramchandra
Cast - Sandhya,Manipal ,Keshav Rao Datey, Vastala Deshmukh,Aaga ,Vandana,Ulhas
Producer/Director - V. Shantaram ( Rajaram Vankudre Shantaram )
V. Shantaram, renowned Indian film producer, filmmaker, and actor, most known for his films like Dr. Kotnis Ki Amar Kahani (1946), Amar Bhoopali (1951), Jhanak Jhanak Payal Baje (1955), Do Aankhen Barah Haath (1957) and Navrang (1959), to the path breaking Duniya Na Mane (1937) and Pinjara (1973).

He directed his first film, "Netaji Palkar" in 1927, and in 1929, founded the Prabhat Film Company along with V.G. Damle, K.R. Dhaiber, S. Fatelal and S.B. Kulkarni [2], which he left in 1942 and to form "Rajkamal Kala Mandir" in Mumbai [3], in time 'Rajkamal' became one of most sophisticated studios of the country [4].

He was praised by Charlie Chaplin for his Marathi film MANOOS (English: Man). Charlie Chaplin reportedly liked the film very much.

He was awarded the Indian film industry's highest award, the Dadasaheb Phalke Award, in 1985 and the Padma Vibhushan in 1992.Genre -Musical romantic family Drama
Sandhya has performed some unbelievable tasks in the songs, in addition to singing.

LYRICS ;-
aadhaa hai chandrmaa raat aadhi
aadhaa hai chandrmaa raat aadhi
rah na jaaye teri meri baat aadhi, mulaaqaat aadhi
aadhaa hai chandrmaa raat aadhi
rah na jaaye teri meri baat aadhi, mulaaqaat aadhi
aadhaa hai chandrmaa

piyaa aadhi hai pyaar ki bhaashhaa
aadhi rahne do man ki abhilaashhaa
piyaa aadhi hai pyaar ki bhaashhaa
aadhi rahne do man ki abhilaashhaa
aadhe chhalke nayan aadhe dhalke nayan
aadhi palkon ki bhi hai barsaat aadhi
rah na jaaye teri meri baat aadhi, mulaaqaat aadhi
aadhaa hai chandrmaa

aas kab tak rahegi adhoori
pyaas hogi nahin kyaa ye poori
aas kab tak rahegi adhoori
pyaas hogi nahin kyaa ye poori
pyaasaa-pyaasaa pawan pyaasaa-pyaasaa chaman
pyaase taaron ki bhi hai baaraat aadhi
aadhaa hai chandrmaa raat aadhi
rah na jaaye teri meri baat aadhi, mulaaqaat aadhi
aadhaa hai chandrmaa

sur aadhaa hai shyaam ne saadhaa
rahaa raadhaa kaa pyaar bhi aadhaa
sur aadhaa hai shyaam ne saadhaa
rahaa raadhaa kaa pyaar bhi aadhaa
nain aadhe khile honth aadhe hile
rahi pal mein milan ki wo baat aadhi
aadhaa hai chandrmaa raat aadhi
rah na jaaye teri meri baat aadhi, mulaaqaat aadhi
aadhaa hai chandrmaa...

No comments:

Post a Comment